Aaj Khushiyon Ka Din Aaya
Aaj khushiyon ka din aaya,
naachenge ji bhar ke
Ho, aaj khushiyon ka din aaya
naachenge ji bhar ke
Mere Shyam ka darbaar rangeela,
hoti hai yahaan nit nayi lila
Bhakto ne khoob sajaaya,
naachenge ji bhar ke
Aaj khushiyon ka din aaya
naachenge ji bhar ke
Mand muskaan gale phoolo ki maala
Mera Shyam saare jag se niraala
Bhakto ko aap bulaaya,
naachenge ji bhar ke
Aaj khushiyon ka din aaya,
naachenge ji bhar ke
Apni kripa se ham sab ko bula le
Apni kripa ham sab pe barasa de
Bhakto ne mangal gaaya,
naachenge ji bhar ke
Aaj khushiyon ka din aaya
naachenge ji bhar ke
Chandra sakhi aaj tan man vaare
apne Shyam ka roop nihaare
Aaj sabne mangal gaya,
naachenge ji bhar ke
Aaj khushiyon ka din aaya,
naachenge ji bhar ke
Ho, aaj naachenge ji bhar ke
Aaj naachenge ji bhar ke
Jai Jai Shri Radhe
Bol Baanke Bihaari Laal ki Jai
Aaj khushiyon ka din aaya,
naachenge ji bhar ke
Aaj Khushiyon Ka Din Aaya
Alka Goyal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda