Aiso Chatak Matak So Thakur
Aiso chatak matak so Thakur
Tino lokan hoon mein naay
Aiso chatak matak so Thakur
Tino lokan hoon mein naay
Tinon lokan hoon mein naay
Tinon lokan hoon mein naay
Aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Tin thaur te tedho dikhe
Nat kisi chalagat yah sikhe
Tede nain chalaave tikhe
Sab devan ko dev, sab devan ko dev
Taoo ye braj mein ghere gaay
Aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Brahma moh kiyo pachhataayo
Darshan ko Shiv braj mein aayo
Maan Indra ko door bhagaayo
Aiso vaibhav vaaro,
Aiso vaibhav vaaro
Taoo ye braj mein gaari khaye
Aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Bade bade asooran ko maarayo
Naag kaaliya pakad pachhaado
Saat dina tak girivar dhaarayo
Aiso bali taau, aiso bali taau
Khelat mein gvaalan pe pit jaay
Aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Roop chhabilo hai braj sundar
Bina bulaye dole ghar ghar
Premi braj gopin ko chaakar
Aiso prem badhyo, aiso prem badhyo
Maakhan ki chori karave jae
Aiso aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Aiso aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Tinon lokan hoon mein naay
Tinon lokan hoon mein naay
Ho sakhi, aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Aiso chatak matak so Thakur
Tinon lokan hoon mein naay
Aiso Chatak Matak So Thakur
Gaurav Krishna Goswami
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda