Badi Der Bhai Nandlala
Badi der bhai nandalala,
teri rah take brijbala
Badi der bhai nandalala,
teri rah take brijbala
Gwal bal ik ik se puchhe,
kaha hai murli wala re.
Badi der bhai nandalala,
teri rah take brijbala
Koi na jaye kunj galin mein,
tujh bin kaliya chunne ko
Taras rahe hai…..
Taras rahe hai, jamuna ke tat par,
dhun murli ki sunane ko
dhun murli ki sunane ko
Ab to daras dikhade natkhat,
kyun duvidha mein dala re
Badi der bhai nandalala,
teri rah take brijbala
Sankat mein hai aaj wo dharti,
jis par tune janam liya
Pura kar de….
Pura kar de aaj wachan wa,
gita me jo tune diya.
Koi nahi hai tujh bin mohan,
bharat ka rakhwala re.
Badi der bhai nandalala,
teri rah take brijbala
Gwalbal ek ek se puchhe,
Badi der bhai nandalala
teri rah take brijbala
Badi Der Bhai Nandlala
Mohammed Rafi
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda
Shri Krishna ke Charno mein Prarthana
Mohan pyaare jara galiyommen hamaaree aaja.
Aaja, aaja, idhar ai krshn kanhaiya! Aaja.
Tum daud-daud deenoko, he denanath bachaate.
Tum sharanaagat bhakto ko apane gale lagaate.
Bhakto ke dukh harne ke liye toone hai leela rachayee.
Phir vah bansi liye jamunaake kinaare aaja.
Laakhon gauen teri ab phiratee hain maaree maaree.
Lagan tujhase hee lagee nand ke dulaare aaja.
Teree is bhoomi men chhaee hai ghata zulmonkee.
Tilamilaate hui dharati ko bachaane aaja.
Jald aa ki tere vaaste bhakt vyaakul hai.
Karmbhoomi me vahee karm sikhaane aaja.
Banakar ke raam kaheen to raavan ka maan mitaate.
Narasinh kabhi kahalaake, hiranaakush ko dal jaate.
Nirdayee kans ke vadh ko, ghanshyam roop mein aate.
Saarathi sakha arjun ke baanke, phir amrit pilaate.
Tum hamen bhool mat jaana, ai mere jan-man-ranjan
hai tumhe samarpit saadar apana yah tan man jeevan.
Krishna Bhajan
- Meethi Meethi Mere Saanware Ki Murli Baaje
- Makhan Doongi Re Sawariya Thodi Bansi To Baja
- Shyam Bansi Bajate Ho Ya Mujhe Bulate Ho
- Mukut Sir Mor Ka Mere Chit Chor Ka
- Chhoti Chhoti Gaiya, Chhote Chhote Gwal
- Kanha Re Thoda Sa Pyaar De
- Door Nagari Badi Door Nagari
- Mujhe Charno Se Laga Le, Mere Shyam
- Jag Mein Sundar Hain Do Naam
- Bankey Bihari Mujhko Dena Sahara
- Shree Baanke Bihari Teri Aarti Gaoon
- Nazar Mein Rehte Ho, Magar Tum Nazar Nahi Aate
- Fasi Bhawar Me Thi Meri Naiya
- Sawre Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
- Sancha Naam Tera Tu Shyam Mera
- Aasra Is Jahan Ka Mile Na Mile
- Har Saans Mein Ho Sumiran Tera
- O Palan Hare Nirgun Aur Nyare
- Shyama Tere Charno Ki Dhool
- Govind Jai Jai, Gopal Jai Jai
- Meri Lagi Shyam Sang Preet
- Mujhe Shyam Sunder Ki Dulhan Bana Do
- Yeh To Prem Ki Baat Hai Udho
- Radhe Radhe Japa Karo