Bhulo Mat Pyare Bihari Ji Ka Naam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Kyonki, Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Banke Bihari ki jhaaki suhaani,
Mahima mahaan jinki jaave na bakhaani
Banke Bihari ki jhaaki suhaani,
mahima mahaan jinki jaave na bakhaani
Karate hai sur muni sab inako karate pranaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mandir mein rahati hai bhid badi bhari
Darshan ko aate hai laakho nar naari
Mandir mein rahati hai bhid badi bhari
Darshan ko aate hai laakho nar naari
Sevak hai inaki ye duniya tamaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Baanke Thakur ki baanki thakuraani
Mukti bhi bharti hai, aakarake ke paani
Baanke Thakur ki baanki thakuraani
Mukti bhi bharati hai, aakarake ke paani
Dwaare pe khade hai,
dekho inake chaaro dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Bhulo mat pyare, Bihariji ka naam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
O, mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Mere Banke Bihari hai sab sukh dhaam
Bhulo Mat Pyare Bihari Ji Ka Naam
Shri Gaurav Krishna Goswami
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda