Cheen Liya Mera Bhola Sa Man
Cheen liya mera bhola sa man
Radha Raman, pyaro Radha Raman
Cheen liya mera bhola sa man
Radha Raman, pyaro Radha Raman
Gokul ka gwalaa, braj ka basaiya
Sakhiyon ka Mohan, maa ka Kanhaiya
Bhakto ka jivan, nirdhan ka dhan
Radha Raman, pyaro Radha Raman
Chhin liya mera bhola sa man
Radha Raman, pyaaro Radha Raman
Yamuna ke jal mein wahi Shyam khele
Laharon mein uchhale aur maare dhanere
Bichhudan kabhi hove Mohan milan
Radha Raman, pyaaro Radha Raman
Cheen liya mera bhola sa man
Raadha raman pyaaro raadha raman
Ja kar ke dekha mandir ke andar
Baitha wahi baba vo Shyaam sundar
Kundal waran aur tirachhi chalan
Radha Raman, pyaaro Radha Raman
Cheen liya mera bhola sa man
Radha Raman, pyaro Radha Raman
Radha Raman, pyaro Radha Raman
Radha Raman, pyaro Radha Raman
Cheen Liya Mera Bhola Sa Man
Shri Mridul Krishna Shastri
Alka Goyal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda