Chhaliya Ka Bhesh Banaya
Manihari ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya
Chhaliya ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya
Jholi kandhe dhari, usme choodi bhari
Galiyo mein shor machaaya,
Shyam choodi bechne aaya
Chhaliya ka bhes banaaya,
Shyam choodi bechne aaya
Raadha ne suni lalita se kahi
Mohan ko tunrat bulaaya,
Shyam choodi bechne aaya.
Chhaliya ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya.
Choodi laal nahin pahanu,
choodi hari nahin pahanu.
Mujhe shyaam rang hai bhaaya,
Shyam choodi bechne aaya.
Chhaliya ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya.
Raadha pahanan lagi,
Shyaam pahanaane lage
Raadha ne haath badhaaya,
Shyam choodi bechne aaya
Chhaliya ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya
Raadha kahane lagi,
tum ho chhaliya bade
Dhire se haat dabaaya,
Shyam choodi bechne aaya
Chhaliya ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya
Manihari ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya.
Chhaliya ka bhesh banaya,
Shyam choodi bechne aaya.
Chhaliya Ka Bhesh Banaya
Tripti Shakya
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda