Darshan Do Ghanshyam Nath
Darshan do Ghanshyam nath,
mori akhiyan pyasi re
Darshan do Ghanshyam nath,
mori akhiyan pyasi re
Darshan do Ghanshyam..
Man mandir ki jyot jaga do,
Man mandir ki jyot jaga do,
Ghat ghat vaasi re
Darshan do Ghanshyam..
Mandir mandir moorat teri,
phir bhi na dikhe soorat teri
Mandir mandir moorat teri,
phir bhi na dikhe soorat teri
Yug bite na aai milan ki pooran-maasi re
Darshan do Ghanshyam
Dvaar daya ka jab too khole,
pancham sur mein gunga bole
Dvaar daya ka jab too khole,
pancham sur mein gunga bole
Andha dekhe, langada chalakar,
pahuchen kaashi re.
Darshan do Ghanshyam
Paani pikar pyaas bujhaoon,
nainan ko kaise samajhaoon
Aankh micholi chhodo ab to
man ke vaasi re
Darshan do Ghanshyam nath,
mori akhiyan pyasi re
Darshan do Ghanshyam
Darshan Do Ghanshyam Nath
Hemant Kumar
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda
Shraddha Suman – Darshan do Ghanshyam nath
Aatho yaam naam giradhar ka,
nahi soojhata kuchh aur.
Tan mein man mein naam hari ka,
saanjh madhya aur bhor.
Bhatak bhatak sab hee jag bhataka
tum bin kaheen na thaur.
Main bhookha darshan ka mohan,
bhakt kahe kar jor.
Krishna Bhajan
- Meethi Meethi Mere Saanware Ki Murli Baaje
- Makhan Doongi Re Sawariya Thodi Bansi To Baja
- Shyam Bansi Bajate Ho Ya Mujhe Bulate Ho
- Mukut Sir Mor Ka Mere Chit Chor Ka
- Chhoti Chhoti Gaiya, Chhote Chhote Gwal
- Kanha Re Thoda Sa Pyaar De
- Door Nagari Badi Door Nagari
- Mujhe Charno Se Laga Le, Mere Shyam
- Jag Mein Sundar Hain Do Naam
- Bankey Bihari Mujhko Dena Sahara
- Shree Baanke Bihari Teri Aarti Gaoon
- Nazar Mein Rehte Ho, Magar Tum Nazar Nahi Aate
- Fasi Bhawar Me Thi Meri Naiya
- Sawre Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
- Sancha Naam Tera Tu Shyam Mera
- Aasra Is Jahan Ka Mile Na Mile
- Har Saans Mein Ho Sumiran Tera
- O Palan Hare Nirgun Aur Nyare
- Shyama Tere Charno Ki Dhool
- Govind Jai Jai, Gopal Jai Jai
- Meri Lagi Shyam Sang Preet
- Mujhe Shyam Sunder Ki Dulhan Bana Do
- Yeh To Prem Ki Baat Hai Udho
- Radhe Radhe Japa Karo