Holi Khel Rahe Banke Bihari
Holi khel rahe Banke bihari ,
aaj rang baras raha.
Aur jhoom rahi duniya saari,
aaj rang baras raha ॥
Holi khel rahe Banke bihari ,
aaj rang baras raha.
Abeer gulaal ke baadal chha rahe.
holi hai, holi hai, shor macha rahe.
Jholi bhar ke gulaal ki maari,
aaj rang baras raha.
Aur jhoom rahi duniya saari,
aaj rang baras raha .
Holi khel rahe baankebihaari,
aaj rang baras raha.
Dekh dekh sakhiyan ke
man harsha rahe .
Mere Banke bihari,
aaj prem barasa rahe.
Unke sang mein hain Radha pyaari,
aaj rang baras raha.
Aur jhoom rahi duniya saari,
aaj rang baras raha.
Holi khel rahe Bankey bihaari,
aaj rang baras raha.
Aaj Nandlala ne dhoom machai hai.
prem bhari holi ki,
jhalak dikhai hai .
(aur) Rang bhar bhar ke maari pichakaari,
aaj rang baras raha.
Aur jhoom rahi duniya saari,
aaj rang baras raha.
Holi khel rahe Baanke-bihaari,
aaj rang baras raha.
Abeer gulaal aur teso ka rang hai.
Vrindavan Barsano jhoom rahyo sang hai.
main baar baar jaoon balihaari.
o Rang Banko Sanvariya daar gayo ri
o daar gayo ri, o daar gayo ri
o Rang Banko Saanvariya daar gayo ri
Aur jhoom rahi duniya saari,
aaj rang baras raha.
Holi khel rahe Banke bihari ,
aaj rang baras raha.
Holi khel rahe Banke bihari ,
aaj rang baras raha.
Holi Khel Rahe Banke Bihari
Gaurav Krishan Goswami Ji
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda