इस योग्य हम कहाँ हैं

Is Yogya Hum Kaha Hai

Krishna Bhajan

इस योग्य हम कहाँ हैं

इस योग्य हम कहाँ हैं, भगवन तुम्हें मनायें।
फिर भी मना रहे हैं, शायद तू मान जाये॥

जबसे जन्म लिया है, विषयोंने हमको घेरा।
छल और कपटने डाला, इस भोले मन पे डेरा।
सद्‌बुद्धिको अहमने, हरदम रखा दबाये॥

इस योग्य हम कहाँ हैं, भगवन तुम्हें मनायें।
फिर भी मना रहे हैं, शायद तू मान जाये॥

निश्चय ही हम पतित हैं, लोभी हैं, स्वार्थी हैं।
जब तेरा ध्यान लगायें, माया पुकारती है।
सुख भोगनेकी इच्छा, कभी तृप्त हो न पाये॥

इस योग्य हम कहाँ हैं, भगवन तुम्हें मनायें।
फिर भी मना रहे हैं, शायद तू मान जाये॥

जग में जहाँ भी देखा, बस एक ही चलन है।
एक दूसरेके सुखमें, सबको बड़ी जलन है।
कर्मोंका लेखा जोखा, कोई समझ ना पाये॥

इस योग्य हम कहाँ हैं, भगवन तुम्हें मनायें।
फिर भी मना रहे हैं, शायद तू मान जाये॥

जब कुछ ना कर सके तो, तेरी शरणमें आये।
अपराध मानते हैं, झेलेंगे सब सजायें।
बस दर्श तूँ दिखा दे, कुछ और हम न चाहें॥

इस योग्य हम कहाँ हैं, भगवन तुम्हें मनायें।
फिर भी मना रहे हैं, शायद तू मान जाये॥

Is Yogya Hum Kaha Hai
Is Yogya Hum Kaha Hai

इस योग्य हम कहाँ हैं, भगवन तुम्हें मनायें।
फिर भी मना रहे हैं, शायद तू मान जाये॥

Bhajan and Prayers

Is Yogya Hum Kaha Hai

Is Yogya Hum Kaha Hai

Is yogya hum kaha hai, Bhagawan tumhe manaaye.
Phir bhi mana rahe hain, shaayad tu maan jaaye.

Jab se janam liya hai, vishayo ne humko ghera.
Chhal aur kapatne daala, is bhole man pe dera.
Sadbuddhiko ahamne, haradam rakha dabaaye.

Is yogya hum kaha hai, Bhagawan tumhe manaaye.
Phir bhi mana rahe hain, shaayad tu maan jaaye.

Nishchay hi hum patit hain, lobhi hain, svaarthi hain.
Jab tera dhyaan lagaayen, maaya pukaarti hai.
Sukh bhoganeki ichchha, kabhi tript ho na paaye.

Is yogya hum kaha hai, Bhagawan tumhe manaaye.
Phir bhi mana rahe hain, shaayad tu maan jaaye.

Jag me jahaan bhi dekha, bas ek hi chalan hai.
Ek doosare ki sukh me, sabko badi jalan hai.
Karmo ka lekha jokha, koi samajh na paaye.

Is yogya hum kaha hai, Bhagawan tumhe manaaye.
Phir bhi mana rahe hain, shaayad tu maan jaaye.

Jab kuchh na kar sake to, teri sharan me aaye.
Aparaadh maante hain, jhelenge sab sajaayen.
Bas darsh tun dikha de, kuchh aur hum na chaahen.