Janam Tera Bato Hi Beet Gayo
Janam tera bato hi beet gayo,
re tune kabahoo na Krishna kahyo
Janam tera bato hi beet gayo,
re tune kabahoo na Krshna kahyo
Paanch baras ko bholo bhala,
ab to bis bhayo.
Makar pachisi maaya kaaran,
Desh videsh gayo.
par tune kabahoo na Krishna kahyo.
Janam tera bato hi beet gayo,
Re tune kabahoo na Krishna kahyo
Tis baras ki ab mati upaji,
lobh badhe nit nayo.
Maaya jodi laakh karodi,
ajahoo na tript bhayo.
re tune kabahoo na Krishna kahyo.
Janam tera baton hi beet gayo,
Re tune kabahoo na Krishna kahyo
Vriddh bhayo tab aalas upajyo,
kaph nit kanth rahyo.
Sangati kabahoo na kinhi re tune,
biratha janam gayo.
Re tune kabahoo na Krishna kahyo.
Janam tera baaton hi beet gayo,
re tune kabahoo na Krishna kahyo
Ye sansaar matalab ko lobhi,
jhootha thaath rachyo.
Kahat kabir samajh man moorakh,
tu kyoon bhool gayo.
Re tune kabahoo na Krishna kahyo
Janam tera bato hi beet gayo,
Re tune kabahu na Krishna kahyo
Janam Tera Bato Hi Beet Gayo
Anup Jalota
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda