Janme Hai Krishna Kanhai Gokul Mein Baje Badhai
Badhai ho badhai..
Janme hai krishna kanhai,
gokul mein dekho baje badhai.
Baaje badhai, dekho baje badhai,
baaje badhai, dekho baje badhai.
Janme hain krishna kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
He krishna govind hare murari,
he naath narayan vasudeva.
Yamuna bhi dhanya hui,
chhooke charan ko.
Leke vaasudev chale,
pyaare lalan ko.
Wo diye kaanha ko braj pahunchaye.
Gokul mein dekho baaje badhai.
Janme hain krishna kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
He krishna govind hare muraari,
he naath naaraayan vaasudeva.
Dhany huyee ye braj bhoomi saari,
triloki naath janme krishna muraari.
O saari nagari hai aaj harashai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Janme hai krishna kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Hey krishna govind hare muraari,
hey naath narayan vasudeva.
Ann dhan lutaave baba,
paayal aur chhalla.
Laduva batein aur peda,
barfi rasgulla.
Dekho, maiya to phooli na samai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Janme hain krishna kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Daau lutaave sona,
chaandi aur jevar.
Chhaaya anand aaj,
khushiyaan hai ghar ghar.
Wo dekh dekh hasate hai kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Janme hain krishna kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Janme hai krishna kanhai,
gokul mein dekho baaje badhai.
Baaje badhai dekho baje badhai,
baaje badhai dekho baje badhai.
Janme hain krishna kanhai,
gokul mein dekho baje badhai.
Janme hain krishna kanhai,
gokul mein dekho baje badhai.
Janme Hai Krishna Kanhai Gokul Mein Baje Badhai
Rakesh Kala
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda