Kaha Jaoge Banke Bihari Holi
Kaha jaoge Banke bihari,
holi hogi hamari tumhari.
Aage aage hain Banke bihari,
pichhe pichhe hai Radha gori.
Jaane doongi na, tum ko Murari,
holi hogi hamari tumhari.
Kaha jaoge Banke bihari,
holi hogi hamari tumhari.
Ik taraph to hai Radha ki toli,
dooji aur to Kanha ki toli.
Yahaan do do chalengi pichakaari,
holi hogi hamari tumhari.
Kaha jaoge Banke bihari,
holi hogi hamari tumhari.
Gar bhaagoge jaane na doongi,
galiyon mein tumhe gher lungi.
Tere gulche pe maaroo pichakaari,
holi hogi hamari tumhari.
Kaha jaoge Banke bihari,
holi hogi hamari tumhari.
Pitaambar tera chheen loongi,
sari main tujhe pahnaungi.
Tujhe nar se bana doongi naari,
holi hogi hamari tumhari.
Kaha Jaoge Banke Bihari Holi
Alka Goyal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda