Karta Rahu Gungan, Mujhe Do Aisa Vardan
Karta rahu gungaan,
mujhe do aisa vardaan
Tera naam hee japte japte,
is tan se nikale praan.
Main karta rahu gungan,
mujhe do aisa vardan
Tera naam hee japte japte,
is tan se nikale praan.
Teri daya se hey Manmohan,
maine yah nar tan paaya.
Teri seva mein baadhaaye
daale jag ki moh maaya.
Phir bhi araj kartaa hu,
ho sake to dena dhyaan.
Karta rahu gungan,
mujhe do aisa vardan
Tera naam hee japte japte,
is tan se nikale praan.
Radha Meera Narsi jaisi
duhkh sahane ki shakti do.
Vichalit na ho path se Prabhuji,
mujh ko aisi bhakti do.
Teri hi seva mein hee beetey,
is jivan ki har shaam.
Karta rahu gungan,
mujhe do aisa vardan
Tera naam hee japte japte,
is tan se nikale praan.
Kya maalum kab kaun ghadi,
tera bulaava aa jae.
Meri man ki ichchha mere
man hi man mein rah jae.
Meri ichchha poori karana,
o mere Ghanashyaam.
Karta rahu gungan,
mujhe do aisa vardan
Tera naam hee japte japte,
is tan se nikale praan.
Karta Rahu Gungan, Mujhe Do Aisa Vardan
Sudhanshu Ji Maharaj
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda