Karta Rehmat Ki Barsaat Hai
Karta rehmat ki barsaat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Mere chhaliye ki,
Mere saanvare ki
Mere saajan ki kya baat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mukh pe hari naam,
haatho mein khadataal hai
Bhakt nirdhan ke sab kaate janjaal hai
Dhare narasi ka jab haath hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Mere chhaliye ki
Mere saanvare ki
Mere saajan ki kya baat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Dekh rasik bihaari ko ghaayal hua
Kaabul ka vo rasakhaan paagal hua
Karata ashko ki barasaat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Mere chhaliye ki,
Mere saanvare ki
Mere saajan ki kya baat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Baat daasi ye apane man ki kahe
Hai hari bhakt vo hi jo duhkh sukh sahe
Raat ke baad parabhaat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Mere chhaliye ki,
Mere saanvare ki
Mere saajan ki kya baat hai
Murli wale ki kya baat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Karta rehmat ki barsaat hai
Murli wale ki kya baat hai
Mere pyaare ki kya baat hai
Mere chhaliye ki,
Mere saanvare ki
Mere saajan ki kya baat hai
Murli wale ki kya baat hai
Karta Rehmat Ki Barsaat Hai
Alka Goyal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda