किसी के काम जो आये

Kisi Ke Kaam Jo Aaye

Krishna Bhajan

किसी के काम जो आये


किसी के काम जो आये,
उसे इंसान कहते है

पराया दर्द अपनाए,
उसे इंसान कहते है

किसी के काम जो आये,
उसे इंसान कहते है
पराया दर्द अपनाए,
उसे इंसान कहते है

कभी धनवान है कितना
कभी इंसान निर्धन है

कभी सुख है, कभी दुःख है
इसी का नाम जीवन है

जो मुश्किल में ना घबराए,
उसे इंसान कहते है

किसी के काम जो आये,
उसे इंसान कहते है
पराया दर्द अपनाए,
उसे इंसान कहते है

ये दुनिया एक उलझन है.
कही धोखा, कही ठोकर।

कोई हंस हंस के जीता है.
कोई जीता है रो रो कर।

जो गिर कर फिर संभल जाए
उसे इंसान कहते है॥

किसी के काम जो आये,
उसे इंसान कहते है
पराया दर्द अपनाए,
उसे इंसान कहते है

अगर गलती रुलाती है,
तो ये राह भी दिखाती है।

मानुष गलती का पुतला है,
ये अक्सर हो ही जाती है।

जो गलती कर के पछताए
उसे इंसान कहते है॥

किसी के काम जो आये,
उसे इंसान कहते है
पराया दर्द अपनाए,
उसे इंसान कहते है

Kisi Ke Kaam Jo Aaye
Kisi Ke Kaam Jo Aaye

किसी के काम जो आये,
उसे इंसान कहते है
पराया दर्द अपनाए,
उसे इंसान कहते है

Bhajan and Prayers

Kisi Ke Kaam Jo Aaye

Sudhanshu Ji Maharaj

Kisi Ke Kaam Jo Aaye


Kisi ke kaam jo aaye,
use insaan kahte hain

Paraaya dard apnaaye,
use insaan kahte hain

Kisi ke kaam jo aaye,
use insaan kehte hai
Paraaya dard apnaaye,
use insaan kehte hai

Kabhi dhanwaan hai kitna
kabhi insaan nirdhan hai

Kabhi sukh hai, kabhi duhkh hai
isi ka naam jeevan hai

Jo mushkil mein na ghabraaye,
use insaan kahte hain

Kisi ke kaam jo aaye,
use insaan kahte hai
Paraaya dard apnaaye,
use insaan kahte hai

Ye duniya ek uljhan hai,
kahi dhokha, kahi thokar.

Koi hans hans ke jita hai,
koi jita hai ro ro kar.

Jo geer kar phir sambhal jaaye
use insaan kahte hain

Kisi ke kaam jo aaye,
use insaan kahte hai
Paraaya dard apnaaye,
use insaan kahte hai

Agar galti rulaati hai,
to ye raah bhi dikhaati hai.

Manush galti ka putalaa hai,
ye aksar ho hi jaati hai.

Jo galati kar ke pachhtaaye
use insaan kehte hain

Kisi ke kaam jo aaye,
use insaan kehte hai
Paraaya dard apnaaye,
use insaan kehte hai

Kisi Ke Kaam Jo Aaye
Kisi Ke Kaam Jo Aaye

Kisi ke kaam jo aaye,
use insaan kahte hai
Paraaya dard apnaaye,
use insaan kahte hai

Bhajan and Prayers