Mujhe Charno Se Laga Le, Mere Shyam

Mujhe Charno Se Laga Le – Lyrics in English

Mujhe Charno Se Laga Le Lyrics

Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale

Meri saans saans me tera,
hai naam murli wale

Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera,
hai naam murli wale


Bhakto ki tumne Kanha, vipadaa hai taari
Meri bhi baah thaamo, aa ke Bihaari
Bigde banaye tumne, har kaam Murliwale

Mujhe charno se laga le, mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera, hai naam murli wale


Patajhad hai mera jeevan, ban ke bahaar aaja
Sun le pukaar Kanha, bas ek baar aaja
Bechain man ke tum hi, aaraam Murliwale

Mujhe charno se laga le, mere Shyam murli wale
Meri saans saans me tera, hai naam murli wale


Tum ho daya ke saagar, janamon ki main hoon pyaasi
De do jagah mujhe bhi, charano mein bas jara si
Subah tum hi ho, tum hi, meri shaam murli wale

Mujhe charno se laga le, mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera, hai naam murli wale


Mujhe charno se laga le, mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera, hai naam murli wale


Mujhe Charno Se Laga Le, Mere Shyam Murli Wale

Acharya Mridul Krishna Shastri


Krishna Bhajan



Mujhe Charno Se Laga Le Bhajan

Mujhe Charno Se Laga Le Mere Shyam Murli Wale” is a popular bhajan in Hindi dedicated to Lord Krishna, often referred to as Shyam or Shyam Murli Wale.

The bhajan expresses the devotee’s heartfelt plea to Lord Krishna to embrace them in His divine love and grace.

The bhajan is characterized by its devotional tone and deep sense of longing for a personal connection with Lord Krishna.

Surrender at the feet of Lord Krishna

The lyrics convey the devotee’s desire to surrender themselves at the lotus feet of Lord Krishna and seek His divine blessings.

The bhajan is widely sung in Krishna temples, during bhajan sessions, and other devotional gatherings dedicated to Lord Krishna.

The melody of “Mujhe Charno Se Laga Le Mere Shyam Murli Wale” is soul-stirring and resonates with the devotee’s love and devotion for Lord Krishna.

It invokes a deep sense of connection and reverence, allowing the devotee to immerse themselves in the divine presence of Lord Krishna.

The bhajan serves as a medium for devotees to express their love, and devotion for Lord Krishna.

It inspires a sense of surrender and a desire to seek refuge in His divine protection.

The chanting and singing of this bhajan create a spiritual ambiance and evoke a feeling of bliss and connection with Lord Krishna.


Prabhu Charano Se Preet Lagaana

Too chaahe jo param pad paana
Prabhu charano se preet lagaana

Saanso ke anmol ratan
Kar gin gin prabhu ke arpan
Prabhu naam ka ho ja deevaana
Prabhu charano mein dhyaan lagaana

Karmo ki bedi haath liye
Moh ke bandhan saath liye
Mud-mud phir bhataka deevaana
Prabhu charano se preet lagaana

Seekh le satsang se yukti
Bhav bandhan se paayega mukti
Tera chhootega aana jaana
Prabhu charano mein dhyaan lagaana

Man rogo se mud jaye
Prabhu naam se sumati aa jaye
Jeevan ka yahee hai nishaana
Prabhu charano se preet lagaana

Jag mein raho tum aise
Jal mein kamal rahata jaise
Kaanto mein bhee muskuraana
Prabhu charano se dhyaan lagaana


Krishna Bhajan