Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Shayaam sundar mukh chanda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Tu hee natavar,
tu hee naagar,
tu hee baal Govinda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Sab devan mein krishna bade hain,
jyon taaron vich chanda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Sab sakhiyan mein Radhaaji badi hain,
jyon nadiyon veech ganga,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Dhruv taare prahlaad ubaare,
Narasingh roop dharanta,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Kaali-deh mein naag jyon naathon,
phan-phan nritya karanta,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Vrindaavan mein raas rachaayo,
naachat baal mukunda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Meera ke prabhu giradhar naagar,
kaato jam ka phanda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Shayaam sundar mukh chanda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Natwar Nagar Nanda – Version 2
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Sab devon mein dev bade hain,
shyaam bihaari nanda,
bhajo re man Govinda.
Sab sakhiyo mein Radha badi hain,
jaise taaron mein chanda,
bhajo re man Govinda.
Sab devon mein Ram bade hain,
jin ke Seeta sanga,
bhajo re man Govinda.
Sab sakhiyon mein Seeta badi hain,
jaise taaron mein chanda,
bhajo re man Govinda.
Sab devon mein Shiv ji bade hain,
jin kee jata mein ganga,
bhajo re man Govinda.
Sab deviyon mein Gaura badi hain,
jaise taaron mein chanda,
bhajo re man Govinda.
Natavar naagar nanda,
bhajo re man Govinda.
Natwar nagar nanda,
bhajo re man Govinda
Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda