Preet Mohan Se Ki, Is Bharose Pe Ki
Preet mohan se ki is bharose pe ki
chaar din jindagi ke gujar jayenge
Kya bharosa tha ye waqt bhi aayega
vada karke vo humse mukar jayenge
Kal jo raho mein vo ittifakan mile
Sun ke arzo tamanna, wo sharma gaye
Muskura ke kaha rasta chhod do,
hum ko jaldi hai, apne ghar jayege
Preet mohan se ki, iss bharose pe ki
Ye mili hai khabar ghar se nikale hai shyam
ab jane na jane kaha jayenge
Ba wafa hai to, wo mere ghar aayegne
bewafa hai to, khub jake ghar jayenge
Preet mohan se ki is bharose pe ki
Ae mere dil tu maan ja maan ja
shyam hai bewafa, unse dil naa laga
wvo aayenge, aakar chale jayenge
teri preet ko badnam kar jayenge
Preet mohan se ki, iss bharose pe ki
char din jindagi ke gujar jayenge
Kya bharosa tha ye waqt bhi aayega
wada karke wo humse mukar jayenge
Preet Mohan Se Ki, Is Bharose Pe Ki
Shri Devkinandan Thakur
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda