Rang De Chunariya – Shyam Piya Mori Rang De Chunariya
Rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Aisi rang de ke rang naahi chhoote
Dhobiya dhoe chaahe ye saari umariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Laal na rangaavu main, Hari na rangaoo
Apne hi rang mein, rang de chunariya
Apne hi rang mein, rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Bina rangaaye mai to ghar naahi jaungi
Shyam piya mori rang de chunariya
Jal se patlaa kaun hai?
Kaun bhoomi se bhaari?
Kaun agan se tej hai?
Kaun kaajal se kaali?
Jal se patala gyaan hai
Aur paap bhoomi se bhaari
Krodh agan se tej hai
Aur kalank kaajal se kaali
Mira ke prabhu giridhar naagar
Prabhu charanan mein, hari charanan mein,
Shyam charanan mein, laagi najariya
O shyam piya more, rang de chunariya
Rang de chunariya
Shyam piya mori rang de chunariya
Rang De Chunariya – Shyam Piya Mori Rang De Chunariya
Anup Jalota
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda