Shyam se Shyama boli, Chalo Khelenge Holi
Shyam se Shyama boli,
chalo khelenge holi.
Shyam se Shyama boli,
chalo khelenge holi.
Baag hai yah albela,
laga kunjo mein mela,
har koee naache gaaye,
rahe koee na akela.
Jhoom kar sab ye bolo,
har baras aaye yah holee.
Chalo khelenge holi,
chalo khelenge holi.
Shyam se Shyama boli,
chalo khelenge holi.
Kabhi vridavan khele,
kabhi barasane khele.
Kabhi gokul mein khele,
kabhi barasane khele.
Rangi nandgaao ki galiyaan,
rangi bhaanu ki haveli.
Chalo khelenge holi,
chalo khelenge holi.
Shyam se Shyama boli,
chalo khelenge holi.
Gwaal tum sang mein laana,
mere sang sakhiya hongee.
Unhen tum rang lagaana,
chaah vo karati hongee.
Tumhe main doongee gaaree,
kaahe khelat ho horee.
Chalo khelenge holi,
chalo khelenge holi.
Shyam se Shyama boli,
chalo khelenge holi.
Kabhi gulaal udaye,
kabhi maare pichakaari.
Kabhi rang jaaye Radha,
kabhi rang jaaye Bihari .
Hai kaisa mast mahina,
hai kaisi sundar jodi.
Chalo khelenge holi,
chalo khelenge holi.
Shyam se Shyama boli,
chalo khelenge holi.
Shyam se Shyama boli, Chalo Khelenge Holi
Alka Goyal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda