Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyo gori, mai kyon kala
Radha kyu gori, mai kyu kala
Boli muskati maiya, lalan ko batayaa
Kari andhiyari adhi raat me tu aaya
Ladla kanhaiyaa mera ho~~
Ladla kanhaiya mera
kali kamli vala, isiliye kala
Yashomati maiyaa se bole Nandlalaa
Radha kyun gori, mai kyun kala
Boli muskati maiya, sun mere pyare
Boli muskati maiya, sun mere pyare
Gori gori radhika ke nain kajrare
Kale naino wali ne ho~~
Kale naino wali ne
aisa jadu dala isliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori, mai kyon kala
Itne me Radha pyari aayi ithlati
Itne me Radha pyari aayi ithlati
Maine na jadu dala, boli balkhati
Maiya kanhaiya tera ho~~
Maiya kanhaiya tera
jag se nirala isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori, mai kyon kala
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Lata Mangeshkar
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda