Bada Natkhat Hai Re Krishna Kanhaiya
Bada natkhat hai re Krishna Kanhaiya
ka kare Yashoda maiya
Bada natkhat hai re Krishna Kanhaiya
ka kare Yashoda maiya
Bada natakhat hai re ..
Dhoondhe ri akhiyaan, usey chahun or,
jaane kahaan chhup gaya Nandakishor.
Ud gaya aise, jaise puraviya,
ka kare yashoda maiya.
Bada natakhat hai re ..
Mere jeevan ka tu ek hi sapna,
jo koi dekhe tohe,
samajhe vo apana.
Sabka hai pyaara, bansi bajiya,
ka kare yashoda maiya.
Bada natakhat hai re ..
Aa tohe main gale se laga loon,
laagey na kisi ki nazar,
man mein chhupa loon.
Dhup jagat hai re, mamta hai chhainya,
ka kare Yashoda maiya.
bada natakhat hai re ..
Bada natkhat hai re Krishna Kanhaiya
ka kare yashoda maiya
Bada natkhat hai re Krishna Kanhaiya
ka kare yashoda maiya
Bada Natkhat Hai Re Krishna Kanhaiya
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda