Banke Bihari Ki Dekh Chata
Tedhe sundar nain,
tedhe mukh kahe bain
Tedho hi mukut,
baat tedhi kachhu kah gayon.
Tedhe ghunghuraale baal,
tedhi gale phool maal,
tedhe hi gulaak, mere chitt mein base gayon.
Tedhe pag upar nupur jhankaar kare,
tedhi baansuri bajaay, chitt chure gayo.
Aise tedhe tedhin ko
dhyaan dhare maaya raam,
late pati paag so, lapet man le gayo.
Banke bihari ki dekh chata,
mero man ho gayo lata pata.
Lata pata, hey ri lata pata
Banke bihari ki dekh chata,
mero man ho gayo lata pata.
Kab se khojoon Banwari ko,
Banwari ko, Girdhari ko.
Koi bata de usakaa pata,
mero man ho gayo lata pata.
Banke bihari ki dekh chataa,
mero man ho gayo lataa pataa.
Mor mukut, shyaamal tan dhaari,
kar murali adharan saji pyaari.
Kamar mein baandhe pilo pata,
mero man ho gayo lata pata.
Banke bihari ki dekh chata,
mero man ho gayo lata pata.
Paniya bharan yamuna tat aai,
beech mein mil gaye Krishna Kanhai.
Phod diyo paani ko ghata,
mero man ho gayo lata pata.
Banke bihari ki dekh chata,
mero man ho gayo lata pata.
Tedhi nazarein, lat Ghungharaali,
maar rahi mere dil pe kataari.
Aur shyaam varan jaise kaari ghata,
mero man ho gayo lata pata.
Bankey bihari ki dekh chata,
mero man ho gayo lata pata.
Milate hain use Banke-bihari,
Banke bihaari, saneh bihaari.
Radhey Radhey jis ne rataa,
mero man ho gayo lata pata.
Bankey bihari ki dekh chata,
mero man ho gayo lata pata.
Banke Bihari Ki Dekh Chata
Gaurav Krishna Goswami
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda