Fasi Bhawar Me Thi Meri Naiya
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalayi toone to chal padi hai.
Padi jo soyee thi meri kismat,
Padi jo soyee thi meri kismat,
vo mauj karane nikal padi hai.
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalayi toone to chal padi hai.
Bharosa tha mujh ko mere baba,
yakin tha teri rahamato pe.
Tha baitha chokhat pe teri kab se,
tha baitha chokhat pe teri kab se,
nigaahen nirdhan pe ab padi hai.
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalayi toone to chal padi hai.
Sajaoon tujh ko nihaaroon tujh ko,
pakhaaroon charano ko main shyaam tere.
Main naachoo ban kar ke mor baaba,
main naachoo ban kar ke mor baaba,
ye bhaavanaye machal padi hai.
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalayi toone to chal padi hai.
Hanse ya kuchh bhi kahe jamaana,
jo roothe to koi gam nahi hai.
Magar jo rootha too baaba mujhase,
magar jo rootha too baaba mujhase,
bahegi ashko ki ye jhadi hai.
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalayi toone to chal padi hai.
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalai toone to chal padi hai.
Padi jo soyee thi meri kismat,
padi jo soyee thi meri kismat,
vo mauj karane nikal padi hai.
Fasi bhawar me thi meri naiya,
chalayi toone to chal padi hai.
Fasi Bhawar Me Thi Meri Naiya
Uma Lahari
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda