Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi
Kabhi kabhi bhagwan ko bhi
bhakto se kaam pade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Avadh chhod prabhu van ko dhaaye
Siya Ram Lakhan Ganga tat aaye – 2
Kevat man hi man harshaaye,
Ghar baithe prabhu darshan paye
Haath jod kar Prabhu ke aage
Kevat magan khade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Kabhi kabhi bhagwan ko bhi
bhakto se kaam pade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Prabhu bole tum naav chalao
Are paar hame Kevat pahunchao – 2
Kevat bola, suno hamaari
Charan dhul ki maaya bhaari
Main garib naiya meri naari na hoye pade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Kabhi kabhi bhagwan ko bhi
bhakto se kaam pade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Chali naav Ganga ki dhaara
Siya Ram Lakhan ko paar utaara – 2
Prabhu dene lage naav utarai
Kevat kahe nahin Raghurai
Paar kiya maine tumako,
Ab tu mohe paar kare
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Kabhi kabhi bhagwan ko bhi
bhakto se kaam pade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Kevat dod ke jal bhar laaya
Charan dhoen charanaamrt paaya – 2
Ved granth jin ke gun gaaye
Kevat unako naav chadhae
Barase phool gagan se aise
Bhakt ke bhaagy jage
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Kabhi kabhi bhagwan ko bhi
bhakto se kaam pade
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Jaana tha Ganga paar,
Prabhu Kevat ki naav chadhe
Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi
Anup Jalota
Ram Bhajan
- Shri Ramchandra Kripalu Bhajman
- Raghupati Raghav Raja Ram - Shri Ram Dhun
- Shri Ram Janki Baithe Hai Mere Seene Mein
- Ram Naam ke Heere Moti – Krishna Naam ke
- Suraj Ki Garmi Se Jalte Huye Tan Ko
- Hey Ram, Hey Ram, Jag Me Sacho Tera Naam
- Thumak Chalat Ramchandra
- Bhaye Pragat Kripala, Deen Dayala
- Ram Naam Ati Meetha Hai
- Sukh Ke Sab Sathi Dukh Me Na Koi
- Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi
- Ram Naam Ke Hire Moti - 2
- Sitaram Sitaram Kahiye
- Hum Ramji Ke, Ramji Hamare Hai
- Tera Ramji Karenge Beda Paar