Kai Janmo Se Bula Rahi Hoon
Nazaro se nazare mila na paayi,
meri nazar ka kasoor hoga
Nazaro se nazare mila na paayi,
meri nazar ka kasoor hoga
Kai janmo se bula rahi hoon,
koi to rishta jaroor hoga
Tumhi to mere maat pita ho,
tumhi to mere bandhoo sakha ho
Kitane hi naate tum sang jode,
koi to naata jaroor hoga
Kai janmo se bula rahi hoon,
koi to rishta jaroor hoga
Kabhi bulaate ho Vrindavan mein,
kabhi bulaate ho madhuban mein
Apane tum ghar mein roj bulaate,
mere ghar bhi aana jaroor hoga
Kai janmo se bula rahi hoon,
koi to rishta jaroor hoga
Tumhi to meri aatma ho,
tumhi to mere paramaatma ho
Mujhi mein rah kar mujhi se parda,
parda hataana zaroor hoga
Kai janmo se bula rahi hoon,
koi to rishta jaroor hoga
Aankhon mein bas gayi tasvir teri,
dil mera ho gaya jaagir teri
Daasi ki vinati tumhaare aage,
darash dikhaana jaroor hoga
Kai Janmo Se Bula Rahi Hoon
Alka Goyal
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda