Sancha Naam Tera Tu Shyam Mera
Sancha naam tera, Sancha naam tera
Tu shyam mera, Sancha naam tera,
Tu shyam mera
Sagara jagat hai jhootha saathi,
Toote dipak, bujh jaaye baati
Har rang mein too sang mein hai,
chaahe saanjh ho, chaahe savera
Sancha naam tera,
Tu shyam mera, Sancha naam tera
Main tujhamen khoi re,
dooja na koi re, jaagi ya soyee re
too ek apana jivan sapana
Sagaraa jagat hai jhootha saathi
toote dipak bujh jae baati
Maine bigaada har kaam apanaa,
toone sanvaara har kaam mera
Sancha naam tera,
Tu shyam mera, Sancha naam tera
Dukh sukh ki dhaara,
too hai kinaara, man-mohan pyara
sab ka khevaiya krishn kanhaiya
Sagara jagat hai jhootha saathi,
toote dipak bujh jae baati
Tod ke ye man mandir bana loon,
ho man ke mandir mein dhaam tera
Sancha naam tera,
Tu shyam mera, Sancha naam tera
Sagra jagat hai jhootha saathi,
Toote dipak, bujh jae baati
Har rang mein too sang mein hai,
chaahe saanjh ho, chaahe savera
Sancha naam tera,
Sancha Naam Tera Tu Shyam Mera
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda