Govinda Aala Re Aala - Janmashtami Song

Govinda Aala Re Aala – Janmashtami Song – Lyrics in English

Govinda Aala Re Aala – Janmashtami Song

Govinda aala re aala
jara matki sambhal brijbala
Arey ek do aur teen chaar,
sang paanch chhah saat hain gwalaa

Govinda aala re aala
jara matki sambhal brijbala

Aayee maakhan ke choro ki sena
zara bach ke sambhal ke ji rahana
Badi natakhat hai fauj,
kahin aai jo mauj

Nahin bachane ka..
Nahin bachane ka koi bhi taala taala

Govinda aala re aala
jara matki sambhal brijbala

Ho kaisi nikali hai jhoom ke ye toli,
aaj khelegi doodh se ye holi
Bhige kitna bhi ang,
thandi ho na umang

Pade insey..
Pade insey kisi ka na paala paala

Govinda aala re aala
jara matki sambhal brijbala

Govinda aala re aala
jara matki sambhal brijbala
Arey ek do aur teen chaar,
sang paanch chhah saat hain gvaala

Govinda aala re aala
jara matki sambhal brijbala

Govinda Aala Re Aala – Janmashtami Song

Mohammed Rafi


Krishna Bhajan