Paap Ki Matki Toone Phodi
Paap ki matki toone phodi,
punya ki matki mai le aaoon
Jis matki mein bhakti ka maakhan,
wohi matki mai chaahoon
Paap ki matki toone phodi,
punya ki matki le aaoon
Jis matki mein bhakti ka maakhan,
wohi matki mai chaahoon
Paap ki matki toone phodi
Ye matki to moh ki matki
baat samajh ye aayi
Ab na kabhi mai tujh se kahoongi,
kaahe karat dhithai
Nagar nagar aur dagar dagar mein
baat yahi samajhaoon
Jis matki mein bhakti ka maakhan,
wohi matki mai chaahoon
Paap ki matki toone phodi,
punya ki matki le aaoon
Jis matki mein bhakti ka maakhan
wohi matki mai chaahoon
Paap ki matki toone phodi
Maati ki ye matki phooti,
maati ka tan yahaan mila
Bhakti ki matki sang ab to
jivan mein hai kamal khila
Naaraayan wo matki tod ke
jivan charan chadhaoon
Jis matki mein bhakti ka maakhan
wohi matki mai chaahoon
Paap ki matki toone phodi,
punya ki matki le aaoon
Jis matki mein bhakti ka maakhan,
vohi matki mai chaahoon
Paap ki matki toone phodi..
Paap ki matki toone phodi..
Paap Ki Matki Toone Phodi
Anup Jalota
Krishna Bhajan
- Aisi Lagi Lagan Meera Ho Gayi Magan
- Aarti Kunj Bihari Ki - Shri Krishna Aarti - with Meanings
- Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
- Mera Aapki Kripa Se Sab Kaam Ho Raha Hai
- Nand Ke Anand Bhayo, Jai Kanhaiya Lal Ki
- Madhurashtakam - Adharam Madhuram
- Main Aarti Teri Gaun, O Keshav Kunj Bihari
- Sanwali Surat Pe Mohan - Lyrics with Meanings
- Hey Gopal Krishna, Karu Aarti Teri
- Shyam Rang Me Rangi Chunariya
- Bata Mere Yaar Sudama Re
- Kali Kamli Wala Mera Yaar Hai
- Meri Vinti Yahi Hai Radha Rani
- Jari Ki Pagdi Bandhe Sundar Aankhon Wala
- Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do
- Phoolon Me Saj Rahe Hai, Shri Vrindavan Bihari
- Dena ho to Dijiye Janam Janam ka Saath
- Mujhe Apne Hi Rang Me Rang Le
- Natwar Nagar Nanda, Bhajo re Man Govinda