Tere Mandiro Mein Amrit Barse Maa
Tere mandiro mein amrit barse Maa,
Tere mandiro mein amrit barse Maa
Tere bhakton ke mann ki pyaas bujhi,
ab rooh kisi ki na tarse, Maa
Tere mandiro mein amrit barse Maa,
Tere mandiro mein amrit barse Maa
Bhakti ke saagar me
bhakto ne aaj lagaaye gote
Is amrt me bheeg ke kaaga,
hans hai chhin me hote
Wo log bade hi badkismat,
jo aaj na nikale ghar se, Maa
Tere mandiro mein amrit barse Maa,
Tere mandiro mein amrit barse Maa
Naam ke ras ki is dhaara me
aatma jab hai bahti
Jag ki nashvar chijon ki
phir talab usey na rahti
Kahin aur yah masti milti nahi,
jo milti hai tere dar se, Maa
Tere mandiro me amrit barse Maa,
Tere mandiro me amrit barse Maa
In chhiton se janm janm ki
mail sabhi dhul jaati
Mit jaata andhakaar dilon ka,
aakhe hai khul jaati
Shaitaan bhi saadhu bante sune,
tere naam ki mast lahar se Maa
Tere mandiron mein amrit barse Maa,
Tere mandiron mein amrit barse Maa
Tere mandiron me amrit barse Maa,
Tere mandiron me amrit barse Maa
Tere bhakton ke mann ki pyaas bujhi,
ab rooh kisi ki na tarse, Maa
Tere mandiro mein amrit barse Maa,
Tere mandiro mein amrit barse Maa
Tere Mandiro Mein Amrit Barse Maa
Durga Bhajan
- Ambe Tu Hai Jagdambe Kali - Durga Aarti
- Ya Devi Sarva Bhuteshu Mantra - Durga Mantra - Meaning
- Aigiri Nandini Lyrics - Mahishasura Mardini Stotram
- Jai Ambe Gauri - Ambe Maa Ki Aarti
- Durga Chalisa - Namo Namo Durge Sukh Karani
- Jag Janani Jai Jai Maa, Jag Janani Jai Jai
- Aarti Jag Janani Main Teri Gaun
- Aaye Tere Bhawan, Dede Apni Sharan
- Bhor Bhayi Din Chad Gaya, Meri Ambe
- Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Mein
- Maa Jagdamba Ki Karo Aarti
- Aarti Maa Aarti Navdurga Teri Aarti
- Mangal Ki Seva Sun Meri Deva
- Maat Ang Chola Saje Har Ek Rang Chola Saaje
- Dharti Gagan Mein Hoti Hai Teri Jai Jaikar
- Durge Durghat Bhari Tujvin Sansari
- Kabhi Fursat Ho To Jagdambe
- Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai
- Sachi Hai Tu Saccha Tera Darbar
- Man Tera Mandir Aankhen Diya Bati
- Chalo Bulawa Aaya Hai - Jai Mata Di
- Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye